Skip to content
Shop No. 12, Main Bazaar Road, Near Bus Stand, Gaya, Bihar 823001 +91 98765 43210

Admit Card

BSEB Inter Exam 2027 — Admit Card

Bihar School Examination Board

Bihar Board Inter pariksha ka admit card jaari. School se sign-mohar wala original admit card hi manya hai — print aur lamination yahin ho jayega.

Poori Jaankari

Shuru / Jaari Date
12 Jan 2027
Aakhiri Date (Last Date)
31 Jan 2027
Exam Date
01 Feb 2027 se
Application Fee
Print ₹30
Eligibility (Yogyata)
BSEB Inter 2027 ke panjikrit chhatra

Documents — Form Ke Liye Ye Chahiye

  • Registration number
  • Date of birth

Official Website — Bihar School Examination Board

Notification aur online apply seedha official portal par hota hai. Form bharne me galti na ho, isliye dukaan par hum wahi portal khol kar form bharte hain.

Official Website Kholo ↗